Aap Ki Kasam - Suno Kaho Kaha header
mTunes Player
Default theme Pink theme Red theme Blue theme Green theme Orange theme Grey theme

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #


Aap Ki Kasam -

Suno Kaho Kaha

Add Suno Kaho Kaha to playlist.. Add Suno Kaho Kaha to favorites.. Download Suno Kaho Kaha song sample..
Song Title: Suno Kaho Kaha Average Rating: Not rated yet!
Artist/Movie: Aap Ki Kasam Total Votes: 0
Song Length: 04:19 Your Rating:
Played today : 0 times Added to Favorites: 0 users
Played total : 0 times Comments: Unavailable

Suno Kaho Kaha Lyrics

Submitted by: amby
Added: 28. Oct 2008 - 14:05

Suno Kaho Kaha - Aap Ki Kasam

Kishore : Suno
Lata : Kaho
Kishore : Kaha
Lata : Suna
Kishore : Kuchh Huva Kya?
Lata : Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi
Kishore : Suno
Lata : Kaho
Kishore : Kaha
Lata : Suna
Kishore : Kuchh Huva Kya?
Lata : Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Are Chali
Lata : Hawa
Kishore : Jhuki
Lata : Ghata
Kishore : Kuchh Huva Kya
Lata : Hmmm Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Teri Kasam Yeh Dilkash Nazaaren Karte Hain Ishaaren Jo Samajhe Koi
Lata : Mere Sanam Yeh Khamosh Aankhen Bhi Karti Hain Baaten Jo Samjhe Koi
Kishore : Samjha Nahin Tum Samjha Do
Lata : Are Suno
Kishore : Kaho
Lata : Kaha
Kishore : Suna
Lata : Kuchh Huva Kya?
Kishore : Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Lata : Bas Jo Chale To Subah Se Lekar Rahoon Shaam Tak Main Tere Sang Mein
Kishore : Gar Ho Sake To Main Apne Dil Par Tera Naam Likh Doon Har Ek Rang Mein
Lata : Baaton Mein Na Uljhaao
Kishore : Suno
Lata : Kaho
Kishore : Kaha
Lata : Suna
Kishore : Kuchh Huva Kya?
Lata : Ooo Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Achchha Kabhi Phir Baat Chhedenge Marzi Nahin Hai Tumhari Abhi
Lata : Kuchh Ho Gaya To Badi Hogi Mushkil Ke Chhoti Umar Hai Hamari Abhi
Kishore : Main Kya Karoon Batla Do
Lata : Suno
Kishore : Haan Kaho
Lata : Kaha
Kishore : Haan Suna
Lata : Kuchh Huva Kya?
Kishore : Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi
Kishore : Are Chali
Lata : Hawa
Kishore : Jhuki
Lata : Ghata
Kishore : Kuchh Huva Kya
Lata : Zara Sa Kuchh Hua To Hai
Zara Sa Kuchh Hua To Hai
Zara Sa Kuchh Hua To Hai
Zara Sa Kuchh Hua To Hai
All times are GMT + 1 Hour