Raja - Akhiyaan Milaoon Kabhi header
mTunes Player
Default theme Pink theme Red theme Blue theme Green theme Orange theme Grey theme

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #


Raja -

Akhiyaan Milaoon Kabhi

Add Akhiyaan Milaoon Kabhi to playlist.. Add Akhiyaan Milaoon Kabhi to favorites.. Download Akhiyaan Milaoon Kabhi song sample..
Song Title: Akhiyaan Milaoon Kabhi Average Rating: Not rated yet!
Artist/Movie: Raja Total Votes: 0
Song Length: 06:16 Your Rating:
Played today : 0 times Added to Favorites: 0 users
Played total : 2 times Comments: Unavailable

Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics

Submitted by: amby
Added: 06. Oct 2008 - 22:49

Akhiyaan Milaoon Kabhi - Raja

--female--
Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Haan, Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
Mera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--male--
(ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
Kya Maine Kiya Jaadu) - 2
Kabhi Ghabraaye Kabhi Gale Lag Jaaye
Tera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--female--
Aise To Deewaane Mujhe Pyaar Na Kar
Aati Hai Sharam Deedaar Na Kar

--male--
Chain Churaake Takraar Na Kar
Tujhko Kasam Inkaar Na Kar

--female--
Tere Armaanon Mein Sanwar Gayi Main
Tune Mujhe Dekha To Nikhar Gayi Main

--male--
Dekha Jab Tujhko Thaher Gaya Main
Aise Hi Adaaon Pe To Mar Gaya Main

--female--
Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Ae, Ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
Mera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--male--
Meri Jaane Jaana Kya Cheez Hai Tu
Mujhko To Jaan Se Aziz Hai Tu

--female--
Itni Na Kar Taareef Meri
Jaanoon Main To Jaanoon Chaahat Kya Teri

--male--
Teri Ulfat Ka Nasha Chhaa Gaya
Kuch Bhi Ho Jaane Jaan Maza Aa Gaya

--female--
Dheere Dheere Duniya Se Door Hui
Ishq Mein Tere Main To Choor Hui

--male--
Ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Hey, Ankhiyaan Milaaye Kabhi Ankhiyaan Churaaye
Kya Maine Kiya Jaadu
Kabhi Ghabraaye Kabhi Gale Lag Jaaye
Tera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--female--
(ankhiyaan Milaaoon Kabhi Ankhiyaan Churaaoon
Kya Tune Kiya Jaadu) - 2
Kabhi Ghabraaoon Kabhi Gale Lag Jaaoon
Mera Khud Pe Nahin Qaabu
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo - 2

--male--
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo

--female--
Bina Paayal Ke Hi Baje Ghunghroo
All times are GMT + 1 Hour